Thursday, 2 February 2012

Mera lafz lafz dua dua, Mere aansuon se dhula hua, tujhay zindagi ke wo sehar miley, tujhay muhabaton ka safar miley, Tujhay dard-o-gam na kabhi choo sakay, ye dua hai koi gila nahe tujhay zindagi main wo sakoon milay, jo kisi ko kabhi mila nahe !!

No comments:

Post a Comment